Tanhayi mere dil mein samati chali gayi Kismat bhi apna khel dikhati chali gayi, Mehkti fiza ki khusbu me jo deka pyar ko Bas yaad unki aayi aur rulati chali gayi…
Koi hain jiska ess dil ko intjaar hain.. Khyalo mein bas usi ka khayal hain.. Khushyaan main saari us par luta du Chahat me uski mai khud ko mita du Kab ayega vo jiska es dil ko intjaar h